Bilal135 Posted September 13, 2014 Share Posted September 13, 2014 Asalam o Alaikum! Mere piyaare dosto, jese ke ap ko pata hai ke ham sab Internet par ''Roman Urdu" likhte hain, lekin Internet par asli Urdu bhi likhi ja sakti hai. Internet par bohat si sites hain jahan se ham asli Urdu likh sakte hain. Asli Urdu likhne ke liye softwares bhi hain, lekin sab se behtar tareeqa hai ke ap log google translate par jain, aur "Urdu'' select kar ke Roman Urdu meu likh deu. Phir neeche ap logou ko likha hua nazar aai ga "DId you mean: 'Asli Urdu Yahan Likhi Ho Gi' Phir ap log is ko copy kar li jiye ga aur jahan bhi asli urdu likhni ho gi, likh di jiye ga. Ye sab se acha tareeqa hai lekin ap urdu online bhi likh sakte hain lekin woh likhna thora mushkil hai. Online Urdu likhne ke liye is website par jain: http://urdu.ca/type Shukriya, Bilal135. Link to comment
x96 Posted September 13, 2014 Share Posted September 13, 2014 Bhai ap kon sa software use karte ho screenshot lene ke liye? Wesey Ye Helpful Tha. Link to comment
Bilal135 Posted September 13, 2014 Author Share Posted September 13, 2014 Bhai ap kon sa software use karte ho screenshot lene ke liye?Wesey Ye Helpful Tha. Meu MonoSnap software use karta hoon screenshot ke liye. Download Link: http://monosnap.com/en/page/download/windows Aur thanks achey comment ke liye. Link to comment
Mr.ShariQ Posted September 13, 2014 Share Posted September 13, 2014 Sniping tool use kr lo. phir www.imgur.com se upload kr lo Link to comment
Recommended Posts
Create an account or sign in to comment
You need to be a member in order to leave a comment
Create an account
Sign up for a new account in our community. It's easy!
Register a new accountSign in
Already have an account? Sign in here.
Sign In Now